maa you are the best and you are my world
Dosto
me apke samne ek esi untold and unsuni
and real life based kahani share karna
chata hu jo ki ek maa se related hai jiska naam hai maa you are the best and you are my world so guys plz jaroor read kare agr aapko bhi
apni maa se pyar .....
Maa,
Maa ek esi chej hai dosto jo ki kabhi thakti nhi hmare lie, hamre har sapno ko poora karne ke lie apne aap
ko dukhi kar deti hai par kabhi hum sabko ye mehsoos nhi hone
deti ki aaj wo dukhi hai ya nahi , sirf hamari khatir wo ma itne dard seheti
hai jitney ki hum kabhi soch bhi nhi sakte hai kyonki ek maa hi hai jo apne bachche se bematlb ka pyar karti hai
baki poori duniya ko aazama kar dekh lo koi bhi insaan bina mtlb ke pyar nahi
deta……
Jab hum sab chote the to wo maa hame nehla kar saaf dress pehenakar hume school choodne jati thi or phir chodne ke baad wo ghar ka saara kaam karti thi , hame school se lene aati thi chahe kitni bhi tezz dhoop hi ku na ho ya aadhi toofan hi ku nhi aa jaye lekin maa ko hamri fikr hamesha rehti thi ,wo hi maa hamare lie 365 din sewa me hazir reheti hai… lekin kabhi hum apni maa se ye tak nhi poochte ki maa aaj tumne khana khaya ya nhi aaj tumne aaram kia ya nhi bajaye uske ki janu kese ho,babu kese ho…
Kuch
maa esi bhi hoti hai jo ghar ke kaam ke
sath sath bahar ka bhi kaam sambhalti hai sirf or sirf hamre khatir ki mera bcaha
kabhi kisi ke aage kisi cheej ke lie
mohtaaj na ho ya kisi cheej ke lie hatth na failaye , or hum bade hokar us maa ko kya dete hai sirf dukh or dard me is
article ke ander har kisi ki baat nhi
kar raha hu kuki har koi esa nhi hota but har koi itna sajjan or saaf bhi nhi
hota agar hum aaj ki generation ki baat kare to aaj ki generation par apne maa
or baap ke lie time hi nhi hai, wo sara time apne faltu kaam ya social sites
par nikal denge lekin kabhi mudkar ye nhi poochenge ki papa aaj aap dhak gye honge
lao me apke perr daba du ya hath daba du …ya mummy apne apne kuch kha lia
ya nhi ,apka pet bhara ya nhi …..
Ek
maa itni saktishali hoti hai jo apne
bache ko apni jaan par khelkar janam deti
hai or uske baad itne acahe tarike se hamara paalan poshan karti hai ..or
dheere dheere hum bade hone lagte hai ,phir ma baap ko lagta hai hamara beta
bada ho raha h to ab hamre buadape ka sahara banega par yahi ma baap ki
thinking aakhir kyu galt niklti hai ,and jab wohi ladka ya ladki apne ma baap
ko nhi poochti to ye jante hue bhi wahi ma-bap apne ladka ya ladki ke lie wo
sari cheje karte hai jo ki unke ladke /ladki ko psand hai ,lekin wo aualad kha
samjegi us maa baap ka dard jisne tumhe padaya likhaya uss chair ke kabil banyaa
jiske bare me tum kabhi soch bhi nhi sakte the….”ek maa 10 bacho ko paal leti
hai,par 10 bacho se ek maa nhi palti ye hai aaj ki duniya ka sach……“ so, plz
guys care kariye apne mata –pita ki kuki mata –pita kabhi dubara nhi milte ……
“maa baap hi hai wo shakhs jo karte hai bina mtlb ka pyar Baki sabko dekh lo tum ajmakar agr koi dede tumhe tumhre ma baap se bhi jyada badkar pyar”
Guys
kadar karo maa baap ki har koi nhi hota hai unke jesa jo ki bemtlb ka pyar kare …kuki unke pass bhi
dil hai uska dil bhi rota hai jab unhi ka bacha unhi ko bade hokr ye bolta hai
ki tumne mere lie kia kya haiYee bate yaad
rakhna kuki jesi karni wese bharni
guys , so guys kabhi bhi apne baap ko pareshaan na kare or unhe hamesha
khush rakhe…..jisse unke umeedo ke diye hamesha ke lie kayam rahe…
By Vikas Saxena
V nice bhaiya & well said.its true.
ReplyDeleteNycoo broda
ReplyDeleteGorgeous article I like it
ReplyDeleteAmazing lines.. well done😍
ReplyDeleteTouch the heart❤❤❤
ReplyDeleteKhoobsurat.❤
ReplyDeleteNyc, keep posting ... 😬
ReplyDeleteGjb .. veere
ReplyDeleteNyc and well said lines....keep it up👍😊
ReplyDeleteThat's so true😍😊😊
ReplyDeleteSo nyc nyc thought nd quote
ReplyDeleteLuvv it😌😌😌
Touching lines bro
ReplyDeleteNice vikash bhut accha likha hai
ReplyDeleteTrue lines❤
ReplyDeleteVery nice points bro , nothing is greater than parents , we should always respext our parents and understand the feelling of parents .
ReplyDeleteHeart touching blog Bhai.... Keep it up. God bless you.
ReplyDeleteMast hai bhai
ReplyDeleteAaj ki generation dekh kar ye story real hai
ReplyDeleteBorgata Hotel Casino & Spa - Mapyro
ReplyDeleteThe 논산 출장마사지 Borgata Hotel Casino & Spa, Atlantic City, NJ, United 공주 출장안마 States 수원 출장샵 In the center 대전광역 출장마사지 of the Atlantic City 구미 출장마사지 Marina District, Marina District, Marina District,